Ye khane ki cheezein zyada khane se cancer bhi ho sakta hai ?

America ke Cancer center & World cancer research fund ke anusar zyada namak wali cheezien khane se cancer ho sakta hai.  Zyada namak khane se aapko kahi prakar ke rog ho sakta hai. Sirf namak hi nahi aesi bahot si cheezein hai jo slow poison ki tarah kaam karta hai.

Sugar(Chini) : Sugar ki wajah se liver me glycogen ki matra kam hota hai. Zyada sugar khane se motapan, thakapan, migraine hota hai.

Salt (Namak) : Salt me sodium ki matra adhik hota hai. Iski wajah se high blood pressure, cancer, heart attack jaise samasya badh jata hai.

Maida : Isme fiber bikul bhi nahi hota hai. Maida jaisi cheezon se badhazmi hota hai. Isme bleaching agents ki wajah se Heart samasya hota hai.

Cold Drinks : Isme sugar aur phosphoric acid hota hai. Zyada cold drinks peene se heart disease ho sakta hai. Smaran shakti kam ho jaata hai.

Fast Food : Isme monosodium glutamate hota hai. Fast food khane se motapan badh jaati hai. Heart samasya bhi ho sakta hai.

Mushroom :Kachhe Mushroom me carcinogenic compunds hota hai. Zyada mushroom khane se cancer bhi ho sakta hai. Isiliye mushroom ko boil karke khayie.

Admin

Post a Comment

Previous Post Next Post