Kya aap office me system ke samne bethkar khana khate hain?

Office me khane ke break ke samaya kuch log bahar jake khana khate hain or kuch log
kaam karne ke sit par bethke ke khana khate hain.

Break ka matlab ye nahi ki saririk tor par khud ko aaram dena, break ka matlab mansik tor par bhi 
fursat dena hota hai.

Jahan par aap bethke kaam karte hain wahan par beth ke khana khane se aapka pura dhyan bhojan par nahi hota hai aur ye aapke sarir ke liye hanikarak ho sakta hai.

System ke saamne beth kar khana khane se aadmi ka dhyan khane ke upar kam message or email ke upar zyaada reheta hai. Jo ki khane ke samaya ye sab karna anuchit hai.

Agar ho sake to break ke samaya thoda bahar ghum ke aayi ye or mann ko thoda halka mehsoos hoga. Jis ke wajah se aap ko kaam karne ki aagrah aur badhegi.

Admin

Post a Comment

Previous Post Next Post