Iss upaya se paani peene se aap rog mukt rahenge

Hum sab jaante hai ke aayurvedik me paani pine ka sathik samaya or matra likha hai.
Agar paani ko thik samaya par piya jaye to. ye hamare sarir par medicine ki tarah kaam karta hai.
To aayiye jante hain paani ko kis samaya par kitne matra peene se ye humko kis rog se mukt rakhega.


  • Subah uth kar 2 glass paani pijiye. Ye aapki kidney ko swasth rakhega.
  • Aap exercise karne ke 10 minutes pehele 1 glass paani pijiye. Ye aapki sarir ke andar ki energy level badhata hai.
  • Iske baad aap ke exercise complete hone ke thik 2 minutes baad 2 glass paani pijiye.Ye apke sarir ko hydrate rakhta hai.
  • Aap cofee ya tea peene ke kuch samaya pehele 1 glass paani pijiye. Ye aapko acidity hone nahi deta.
  • Nahane se pehle ek glass paani peene se, ye aapki sarir ke high blood pressure ko niyantran me rakhta hai.
  • Isiprakar  khaana khane ke 30 minutes pehle paani peene se sathik digestion hota hai.
  • Aap jab stress ya sad hote ho uss samaya paani peene se ye aappke man ko saant rakhta hai.
  • Sone se pehele 1 glass paani peene se ye aapko ko stroke aur heart attack jaise bimariyon se bachata hai.

Admin

Post a Comment

Previous Post Next Post